YE TUNE KYA KIYA LYRICS - Once Upon a Time In Mumbaai Dobara
Song: Ye Tune Kya Kiya
Singer: Javed Bashir
Music: Pritam
Lyricis: Rajat Arora
Cast: Imran Khan, Sonakshi Sinha, Akshay Kumar
YE TUNE KYA KIYA LYRICS
Ishq woh bala hai,ishq woh bala hai
Jisko chhuaa isne woh jala hai
Dil se hota hai shuru,dil se hota hai shuru
Par kambakht sar pe chadha hai
Kabhi khud se, kabhi khuda se
Kabhi zamaane se lada hai
Itna hua badnaam phir bhi
Har zubaan pe ada hay
Ishq ki saazishein,
Ishq ki baaziyaan,
Haara main khel ke,
Do dilon ka juaa,
Kyun tune meri fursat kee
Kyun dil mein itni harqat kee
Ishaq mein itni barqat kee
Ye tune kya kiya..!
Phiru ab maara maara main
Chaand se bichhda taara main
Dil se itna kyun haara main
Ye tune kya kiya..
Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara kiya tune kya asar
Main dil ka raaz kehta hu
Ke jab jab saansein leta hu
Tera hi naam leta hu
Ye tune kya kiya..!
Meri baahon ko teri saanson ki jo
Aadatein lagi hain waisi
Jee leta hoon ab main thoda aur
Meri dil ki ret pe,aankhon ki jo pade parchhai teri
Pee leta hoon tab main thoda aur
Jaane kaun hai tu meri,main naa jaanu ye magar
Jahaan jaaun main karoon main wahaan
Tera hi zikar
Mujhe tu raazi lagti hai,jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai,ye tune kya kiya
Main dil ka raaz kehta hu,ke jab jab saansein leta hu
Tera hi naam leta hu,ye tune kya kiya
Dil karta hai, teri baatein sunu
Saude main adhoore chunu
Muft ka hua ye faayda
Kyun khud ko main barbaad karoon
Fanaa hoke tunhse miloon
Ishq ka ajab hai qaayda
Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
Main aage badh gaya hoon thoda hoke be-fikar
Kaho toh, kis se marzi lu,
Kaho toh, kis ko aarzi du,
Hansta ab thoda farzi hu,
Ye tune kya kiya,
Main dil ka raaz kehta hoon,
Ke jab-jab saansein leta hoon,,
Ishq ki saazishein,ishq ki baaziyaan,
Haara main khel ke,do dilon ka juaa,
Song: Ye Tune Kya Kiya
Singer: Javed Bashir
Music: Pritam
Lyricis: Rajat Arora
Cast: Imran Khan, Sonakshi Sinha, Akshay Kumar
YE TUNE KYA KIYA LYRICS
Ishq woh bala hai,ishq woh bala hai
Jisko chhuaa isne woh jala hai
Dil se hota hai shuru,dil se hota hai shuru
Par kambakht sar pe chadha hai
Kabhi khud se, kabhi khuda se
Kabhi zamaane se lada hai
Itna hua badnaam phir bhi
Har zubaan pe ada hay
Ishq ki saazishein,
Ishq ki baaziyaan,
Haara main khel ke,
Do dilon ka juaa,
Kyun tune meri fursat kee
Kyun dil mein itni harqat kee
Ishaq mein itni barqat kee
Ye tune kya kiya..!
Phiru ab maara maara main
Chaand se bichhda taara main
Dil se itna kyun haara main
Ye tune kya kiya..
Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara kiya tune kya asar
Main dil ka raaz kehta hu
Ke jab jab saansein leta hu
Tera hi naam leta hu
Ye tune kya kiya..!
Meri baahon ko teri saanson ki jo
Aadatein lagi hain waisi
Jee leta hoon ab main thoda aur
Meri dil ki ret pe,aankhon ki jo pade parchhai teri
Pee leta hoon tab main thoda aur
Jaane kaun hai tu meri,main naa jaanu ye magar
Jahaan jaaun main karoon main wahaan
Tera hi zikar
Mujhe tu raazi lagti hai,jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai,ye tune kya kiya
Main dil ka raaz kehta hu,ke jab jab saansein leta hu
Tera hi naam leta hu,ye tune kya kiya
Dil karta hai, teri baatein sunu
Saude main adhoore chunu
Muft ka hua ye faayda
Kyun khud ko main barbaad karoon
Fanaa hoke tunhse miloon
Ishq ka ajab hai qaayda
Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
Main aage badh gaya hoon thoda hoke be-fikar
Kaho toh, kis se marzi lu,
Kaho toh, kis ko aarzi du,
Hansta ab thoda farzi hu,
Ye tune kya kiya,
Main dil ka raaz kehta hoon,
Ke jab-jab saansein leta hoon,,
Ishq ki saazishein,ishq ki baaziyaan,
Haara main khel ke,do dilon ka juaa,